| Masala Shayari | ||
|
|
Masala Shayari
Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain.... JAISE KAL CHAMAK RAHE THE !!! ******* mujhe phir wahi yaad aane lage hain mujhe phir wahi yaad aane lage hai mujhe kyon infinite loop me dal rahe hai?? ******* Tum har raat mere khwabon mein aao, Tum har raat mujhe yuunhi satao, Melody khao khud jaan jao........ ******* Maine tumhare yaadon mein ro ro ke tub bhar diya Maine tumhare yaadon mein ro ro ke tub bhar diya Magar tum itney be-wafa nikle ki nahake chal diye ******* kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai .. ke kyon kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai?? ******* Mein tere pyar mein paagal hua chhaliye Mein tere pyar mein paagal hua chhaliye, iodex maliye kaam pe chaliye ******* Door se dekha to kuchh dikha nahi...... Dooor se dekhaaa.. to kuchh dikha nahi..... Paas jake dekhaa to kuchh tha hi nahi ******* Door se dekha to Patthhar dikhta tha..... Dooor se dekha.. to Patthharr dikhtaa thaa...... Paas jake dekha to... suchmuch Patthhar hi thaa...... ******* Dharti so rahi hai, Aasman so raha hai Dharti so rahi hai,Aasman so raha hai Nonsense! yeh sab kya ho raha hai? ******* Aasmaan mein ud raha hai kabootar Aasmaan mein ud raha hai kabootar Flutter Flutter, Flutter Flutter ******* Maine tumse pyar kiya, tere baap ne muzhe pita Maine tumse pyar kiya, tere baap ne muzhe pita Tan ki shakti, manki shakti, Bournvita ******* Main hu yahan, tu hai wahan Main hu yahan, tu hai wahan Lifebouy hai jahan, tandurusti hai wahan *******
|




