| 'kyon use rona aaya' | ||
|
|
'kyon use rona aaya'
gar voh wafadaar hota to uoon bewafai na karta mujhe uska intezaar raha, par voh lout kar na aaya ******** zindagi to qaafiro sang gujar hi jaayegi bas jise dost samjha, voh dushmani karne aaya ******** qatla hi karna tha toh samne se karta humdard bankar kyon usne, peeth main khanjar chalaya ******** dost bana kar fir humse dushmani na ho saki kyon ki bewafaai usne, kyon use mujh par pyar na aaya ******** nazro mai uski ab sharm ke cheente hai ab tanhaai ne sataya, toh mere pas chala aaya ******** fakat mujhe uski jarurat bhi kya hai ''ISHQ'' ab zanaza mera dekhkar 'kyon use rona aaya'....!!!! ******** |




