| SAB SE CHUPA KAR | ||
|
|
SAB SE CHUPA KAR
aawaz mein thayrao tha aankhoon mein nami thi... or keh raha tha k mein ne sab kuch bhula diya.... jane kya us ko loghon se thi shikayatein.... tanhaiyon ke dais mein khud ko basa diya... khud bhi woh hum se bichar kar adhura sa ho gaya.... mujh ko bhi itne loghon mein tanha bana diya.... ****** |




