| Usne kaha Mujh se kitna Pyaar hai | ||
|
|
Usne kaha Mujh se kitna Pyaar hai Usne kaha konsa Tohfa hai pasand? Mai ne kaha Wo Shaama jo ab tak Udhaar hai Usane kaha sath kahan tak Nibhao ge? Mai ne kaha jitni ye Saanson ki Taar hai Usne kaha Mujh ko Yaqeen aaye kis tarah? Mai ne kaha Mera Naam hi Aitbaar hai ************* |




